Islam- The Religion Of Peace

Islam- The Religion Of Peace

Sunday, March 2, 2014

Different Shirks and QURAN's Reaction:

Different Shirks and QURAN's Reaction:


Shirk#1:

Bhar De Jholi Meri Ya Mohammad 

>Al-Quran: Ay Nabi keh dijiye insano se k tumhare nafa aur nuqsan ka ikhtiar sirf Allah k paas hy 

(Surah Jin:21) 


Shirk#2: 


Shah-e-Madina, Sare Nabi Tere Dar Ke Sawali 


>Al-Quran: Ay logo! tum sirf Mere dar k faqeer ho 

(Surah Fatir:15)


Shirk#3: 


Jo Mang Dar-e-Must afa Se Maang 


>Al-Quran: jo mango sirf Mujh se mango, sirf Mai tumhari Dua Qabool krta hun 


(Surah Momin:60) 


Shirk#4: 


Maula Ali Meri Kashti Paar Laga De 


>Al-Quran: Jab kashti mei sawar hote hain to Allah ko pukarte hain

(Surah Ankabut:65 )


Be aware of such a big unforgivab le SIN.

No comments:

Post a Comment